Watan Hamara Azad Kashmir

anthem of Azad Jammu and Kashmir

Watan hamara Kashmir is the official state anthem of Azad Kashmir. It was written in the mid-1960s by Abu-Al-Asar Hafeez Jullundhri.

Urdu Lyrics (Transliteration) change

Watan Hamara Azad Kashmir... Azad Kashmir

Baghon aur Baharon Wala

Daryano aur Kuhsaron Wala

Asman hay jis ka Parcham

Parcham Chand Sitaron Wala

Jannat key nazaron Wala

Jammu aur Kashmir Hamara

Watan Hamara Azad Kashmir... Azad Kashmir

Kohistano kee Abadi

Pahan chuki Taj-i-Azadi

Izzat kee parwanay Jagay

Azadi kee Shama' Jaladi

Jag Uthi hay Saree Wadee

Zaamin hay Allah Hamara

Watan Hamara Azad Kashmir... Azad Kashmir

Pakistan key Sath Kharay Hain

Izzat, hurmat, Hukm-e-Quran

Jan bhee qurban. Mal bhee qurban

Mal sey Piyara... Jan sey Piyara

Azad Kashmir... Azad Kashmir

Watan Hamara Azad Kashmir... Azad Kashmir

Other websites change

[1] [2]